Doston Ke Iss Qadar Sadme Uthaye Jaan ParDoston ke iss qadar sadme uthaye jaan parDil se dushman kee adawat ka gila jata rahaMeaningAdawat = enmity, hatre
Hum Doston Ko Bhulte Nahi HainHum doston ko bhulte nahi hain;Magar yeh baat jatate nahi hain;Doston ko hamesha rakhte hain yaad;Hum bhulne ke liye dost banate nahi hain
Bas Ek Baat Se Dar Lagta Hai DostonBas ek baat se dar lagta hai dostonHum ajnabi na ban jaein dostonZindagi ke rangon mein dosti ka rang feeka na pad jayeKahin aisa na ho doosre rishton ki bheed mein dosti dum tod jaye
Doston Se Iss Qadar Sadme Uthaaye Jaan ParDoston se iss qadar sadme uthaaye jaan parDil se dushman ki dushmani ka gilaa jata raha
Yeh such hai doston kisi se pyaar na karnaYeh such hai doston kisi se pyaar na karnaKabhi kisi ka aitbaar na karnaTham ke khanjar apne hi hathon meinBedardi se apne dil par vaar na karna